• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pher Kar Tegh-E-Nazar Tegh-E-Jafa Se Pahle

Pher Kar Tegh-E-Nazar Tegh-E-Jafa Se Pahle

poet

pher kar tegh-e-nazar tegh-e-jafa se pahle

maar Daala mujhe zalim ne qaza se pahle

ab mira ḳhun-e-jigar hathon men malte hain vo

us se nafrat thi jinhen rang-e-hina se pahle

zulf men chhune na paaya ki bandhe mere haath

di sitamgar ne saza mujh ko ḳhata se pahle

shauq-e-didar ki tezi se main aksar har sub.h

kucha-e-yar men jaata huun saba se pahle

aisi tasir pe sau jaan se sadme qurban

mere ghar aa ga.e vo meri dua se pahle

paas ‘sabir’ ka buto aaj na karna paḌta

duur rahte agar is mard-e-ḳhuda se pahle

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Chehre Jo the Husn Ke Tufan Ki Tarah

Miad-E-Qaid-E-Ranj baDha Di Gai to Kya

Chhane Honge Sahra Jis Ne Wo Hi Jaan Saka Hoga

bahadur-shah-zafar

Pan Ki Surkhi Nahin Lab Par But-E-Khun-Khwar Ke

afroz-rizvi

Musalsal Aankh Mein Yun Aana Jaana Aansuon Ka Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet