• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phal Hai Us but Ki Aashnai Ka

Phal Hai Us but Ki Aashnai Ka

poet

phal hai us but ki ashna.i ka

mujh ko da.ava hai ab ḳhuda.i ka

na laḌao nazar raqibon se

kaam achchha nahin laḌa.i ka

asman par nahin hilal numud

na.al hai teri zerpa.i ka

gul men thi is qadar kahan surḳhi

aks hai panja-e-hina.i ka

kis sitamgar se tu ne ai kafir

tarz sikha hai dilruba.i ka

chadar-e-asman hazir ho

tu jo astar kare raza.i ka

vaqt kya aa gaya hai sad-afsos

bhaa.i dushman hua hai bhaa.i ka

go barahman pisar vo qatil hai

dil mila hai magar qasa.i ka

kuchh mira hi nahin vo but ma.abud

ba-ḳhuda hai ḳhuda ḳhuda.i ka

‘sehr’ kya us ne kar diya jaadu

mujh ko da.ava tha parsa.i ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bhige Sher Ugalte Jiwan Bit Gaya

shaista-mufti

Rakht-E-Safar

Har Aankh Lahu Sagar Hai Miyan Har Dil Patthar sannaTa Hai

ahmad-shahryar

diya Nasib Mein Nahin Sitara Bakht Mein Nahin

Dil Ki Rudad Nigahon Se Bayan Hoti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet