• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phal Hai Gar Tu to Main Patthar Hun Teri Qismat Hai

Phal Hai Gar Tu to Main Patthar Hun Teri Qismat Hai

poet

phal hai gar tu to main patthar huun tiri qismat hai

main agar tera muqaddar huun tiri qismat hai

kuchh ghalat likh bhi liya hai to miTa le us ko

main tire haath men duster huun tiri qismat hai

jaan ko jaan ghanimat to ibadat kar le

jaan huun jism ke andar huun tiri qismat hai

barf raton men ThiThurne se to achchha ye hai

oḌh le mujh ko main chadar huun tiri qismat hai

tu hai pyasa to koi fikr na kar yaar mire

shukr kar main bhi samundar huun tiri qismat hai

mujh se ho kar to nikal aa zara duniya to dekh

chaar divari men main dar huun tiri qismat hai

puchh us shaḳhs se main jis ko nahin mil paaya

main tujhe jitna mayassar huun tiri qismat hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Shoala-E-Izhaar Hun Kotah Hun Qad Tak

Jo La-Mazhab Ho Usko Millat-O-Mashrab Se Kya Matlab

Zindagi Hone Ka Dukh Sahne Mein Hai

Jahez Kam Tha Bahu Aag Mein Utari Hai

Kuchh to Wafa Ka Rang Ho Dast-E-Jafa Ke Sath

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet