• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pas-Ghubar-E-Hawas Raat Dhalti Rahti Hai

Pas-Ghubar-E-Hawas Raat Dhalti Rahti Hai

pas-ghubar-e-havas raat Dhalti rahti hai

nashe men chuur pighalti machalti rahti hai

ḳhabar yahi hai ki aghosh-e-hijr men pahron

tumhari yaad bhi pahlu badalti rahti hai

ye main ne dekha hai akasr phaTi purani hayat

sar-e-daricha-e-shab haath malti rahti hai

qafas se ham bhi nikalne ko kab se hain be-tab

magar vo sa.at-e-aḳhir jo Talti rahti hai

vo rang rang baharan hai khulta rahta hai

vo shaḳh shaḳh samar-var hai phalti rahti hai

hai ek kar-e-ziyan shahr shahr dar-badari

magar yahi ki tabi.at bahalti rahti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sair-E-Duniya Se Gharaz Thi Mahw-E-Duniya Kar Diya

Guzarne Ko to Sab Zindagi Guzarte Hain

Kahan Kahan Se Guzar Raha Hun

Zamin Ka Rang Wahi Aasman Ka Rang Wahi

Shakl Sahra Ki Hamesha Jaani-Pahchani Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet