• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Bahut Hai Kabhi dhyan Tera Kuchh Kam Hai

Kabhi Bahut Hai Kabhi dhyan Tera Kuchh Kam Hai

tanveer-anjum

kabhi bahut hai kabhi dhyan tera kuchh kam hai

kabhi hava hai kabhi andhiyon ka mausam hai

abhi na toda gaya mujh se qaid-e-hasti ko

abhi sharab-e-junun ka nasha bhi maddham hai

ki jaise saath tire zindagi guzarti ho

tira khayal mire saath aaise paiham hai

tamam fikr-e-zaman-o-makan se chhut gai

siyah-kari-e-dil mujh ko aisa marham hai

main khud musafir-e-dil huun use na rokungi

vo khud thahar na sakega jo qaidi-e-gham hai

vo shauq-e-tez-ravi hai ki dekhta hai jahan

zamin pe aag lagi asaman barham hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zer-E-Lab Raha Nala Dard Ki Dawa Ho Kar

Ye Waqt Zindagi Ki Adaen Bhi Le Gaya

Moti Nahin Hun Ret Ka Zarra to Main Bhi Hun

Nazar Aane Lage Ho Mehrban Se

poet

Duniya Ke Kuchh Na Kuchh to Talabgar Se Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet