• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Parda Tumhaare ruKH Se haTana paDa Mujhe

Parda Tumhaare ruKH Se haTana paDa Mujhe

parda tumhare ruḳh se haTana paḌa mujhe

yuun apni hasraton ko jagana paḌa mujhe

main ne to khel khel men toḌa tha us ka dil

phir saari umr us ko manana paḌa mujhe

jab ishq ik gharib se mujh ko hua to phir

dil ka jo mol tha vo ghaTana paḌa mujhe

us ne kaha main ji nahin pa.ungi tere bin

is vaste vo rishta nibhana paḌa mujhe

‘faisal’ vo saare log the bahre isi liye

ḳhamosh rah ke shor machana paḌa mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Teri Shakl Ko Mahtab Nahin Kah Sakte

Mohabbaton Ke Pale Kaise Nafraton Mein Dhale

Tujhe Bhi Husn-E-Mutlaq Ka Abhi Didar Ho Jae

Sufi

Aanche Andar dilam Ayan Gashta

Har-Chand Jaisa Socha Tha Waisa Nahin Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet