• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Ko Main Aaj Nasehan Usko diya Jo Ho So Ho

dil Ko Main Aaj Nasehan Usko diya Jo Ho So Ho

poet

dil ko main aaj nasehan us ko diya jo ho so ho

raah men ishq ke qadam ab to rakha jo ho so ho

ashiq-e-jan-nisar ko khauf nahin hai marg ka

teri taraf se ai sanam jaur-o-jafa jo ho so ho

ya tire paanv men lage ya mile khaak men tamam

dil ko main khuun kar chuka misl-e-hina jo ho so ho

khvah kare vafa-o-mehr khvah kare jafa-o-jaur

dilbar-e-shokh-o-shang se ab to mila jo ho so ho

ya vo utha de mehr se ya kare tegh se juda

yaar ke aaj paanv par sar ko dhara jo ho so ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aatish-E-Ishq-E-Bala Aag Lagae Na Bane

poet

Ghaflat Mein Soya Ab Tilak Phir Howega Hoshyar Kab

Hairan Bahut Tabish-E-Husn-Digaran Thi

poet

Wo Har Har Qadam Par Sambhalte Hue

poet

Mere Gham Ka Asar Zara Na Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet