Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
sahir-ludhianvi

Parbaton Ke Pedon Par Sham Ka Basera Hai

  • Ghazal
  • Top Rated Poet
  • Poet: Sahir Ludhianvi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

parbaton ke pedon par shaam ka basera hai

surmai ujala hai champai andhera hai

donon vaqt milte hain do dilon ki surat se

asman ne khush ho kar rang sa bikhera hai

thahre thahre paani men giit sarsarate hain

bhige bhige jhonkon men khushbuon ka dera hai

kyuun na jazb ho jaaen is hasin nazare men

raushni ka jhurmut hai mastiyon ka ghera hai

More Poems

Bisyar Safar Bayad Ta Pukhta Shawad Khame

Ho Sitam Kaisa Bhi Ab Haalat Ki Shamshir Ka

Aadmi Aadmi Se Milta Hai

Wo Siwa Yaad Aae Bhulane Ke Baad

Munafiqat Ka Nisab Padh Kar Mohabbaton Ki Kitab Likhna

Tera Khayal Jaan Ke Barabar Laga Mujhe

Khandar

Ai Zabt dekh Ishq Ki Un Ko Khabar Na Ho

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.