• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Palkon Par Moti Rakkhe Hain Sochon Par sannaTa Hai

Palkon Par Moti Rakkhe Hain Sochon Par sannaTa Hai

palkon par moti rakkhe hain sochon par sannaTa hai

ta.abiron ka shor bahut hai ḳhvabon par sannaTa hai

a.ankhon se baten karne ka mausam hai ḳhamosh raho

aur to sab kuchh jaa.ez hai yaan lafzon par sannaTa hai

din to ḳhair guzare ham ne hans kar bhi chup rah kar bhi

lekin jab se bichhḌe hain tum se raton par sannaTa hai

shayad ab mausam ke panchhi aa.en to chahkar uḌe

chiḌiyon ke ghar jab se ujḌe peḌon par sannaTa hai

kaun se din hain bachchon ke bin raste suune suune hain

koi zulf nahin lahrati galiyon par sannaTa hai

kis se kah kar halke ho len koi ab milta hi nahin

dil men huuk bahut uThti hai honTon par sannaTa hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na-Mehrban Hai Tu to Koi Mehrban Bhi Hai

Ek Barahman Ne Kaha Hai Ki Ye Sal Achchha Hai

poet

Mom Hai Aankhon Ka Patthar Dekh To

Mere Ashaar Tamawwuj Pe Jo Aae Hue Hain

faiz-ahmad-faiz

Tamam Shab dil-E-Wahshi Talash Karta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet