• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Paikar-E-Sang-O-Ahang Jaisa Tanha khaDa Hun Waise To

Paikar-E-Sang-O-Ahang Jaisa Tanha khaDa Hun Waise To

paikar-e-sang-o-ahang jaisa tanha khaḌa huun vaise to

andar TuuTa phuTa huun salim lagta huun vaise to

zehn ki ankhon par danista paTTi bandhe baiTha huun

sab kuchh dekh raha huun sab kuchh samajh raha huun vaise to

kal gumnami ki gahri khaa.i men bhi gir sakta huun

shohrat ki unchi choTi par aaj khaḌa huun vaise to

bas ik munafiqat hai jis ki ne.amat se mahrum huun main

mere yaaro main bhi bilkul tum jaisa huun vaise to

apne badan ki qaid se lekin chhuTkara na-mumkin hai

bahar ki saari divaren toḌ chuka huun vaise to

jo tariki mere apne andar thi so qaa.em hai

galiyon galiyon chand sitare baanT raha huun vaise to

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mubtala Ye dil Hua Jab Yar Nanga Ho Gaya

Aag Dekhun Kabhi Jalta Hua Bistar Dekhun

Ye Mohabbat Agar Zarurat Hai

Jitna Tahzib-E-Badan Se Main Sanwarta Jaun

sheikh-ibrahim-zauq

Aate Hi Tu Ne Ghar Ke Phir Jaane Ki Sunai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet