• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Paigham-E-Zindagi Hai KHushi Ki Nawed Hai

Paigham-E-Zindagi Hai KHushi Ki Nawed Hai

paigham-e-zindagi hai ḳhushi ki naved hai

mere liye to aap ka didar iid hai

kis ne kaha hai ziist mire naam kijiye

do pal bhi saath aap ka id-e-sa.id hai

ik aarzu hai aap mire ham-safar banen

ta-umr dekhti rahun ye shauq-e-did hai

dil Duub ja.ega mira barish men pyaar ki

sailab-e-ishq aane ki shayad shunid hai

har vaqt mere lab pe rahi hai yahi dua

mil jaa.e vo ki jis ka mira dil murid hai

baiThe hain but bane hue aise vo samne

hone ko ab nigah se guft-o-shunid hai

be-shak ‘sabila’ main ne raqam ki hai hai dastan

lekin naya ḳhayal hai lahja jadid hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har shaKHs Is Hujum Mein Tanha Dikhai De

poet

Yar Ko Bebaki Mein Apna Sa Humne Kar Liya

palaT Kar Dekhne Ka Mujh Mein Yara Hi Nahin Tha

MAHMUD SHABISTARI

Sawal – But-O-Zunnar-O-Tarsai dar In Kue

gulzar

der Aamad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet