• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pahlu Ke Aar-Par Guzarta Hua Sa Ho

Pahlu Ke Aar-Par Guzarta Hua Sa Ho

adil-mansuri

pahlu ke ar-par guzarta hua sa ho

ik shakhs aaine men utarta hua sa ho

jiita hua sa ho kabhi marta hua sa ho

ik shahr apne aap se darta hua sa ho

saare kabira aap hi karta hua sa ho

ilzam dusre hi pe dharta hua sa ho

har ik naya khayal jo tapke hai zehn se

yuun lag raha hai jaise ki barta hua sa ho

qailula kar rahe hon kisi niim ke tale

maidan men rakhsh-e-umr bhi charta hua sa ho

maashuq aisa dhundiye qahtur-rijal men

har baat men agarta magarta hua sa ho

phir baad men vo qatl bhi kar de to harj kya

lekin vo pahle pyaar bhi karta hua sa ho

gar daad tu na de na sahi galiyan sahi

apna bhi koi aib hunarta hua sa ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Is Gham-Kade Se Kuchh Na Laga Hath Hamare

Rang-O-Ramish Zamzame Gul-Ha-E-Tar Hote Hue

Bahana DhunDte Rahte Hain Koi Rone Ka

KHwahish Hai Aaine Pe Tujhe Aaina Karun

poet

KHud Ko Pahron Thakati Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet