• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Manzil-O-Samt-E-Safar Se Be-KHabar Na-Ashna

Manzil-O-Samt-E-Safar Se Be-KHabar Na-Ashna

manzil-o-samt-e-safar se be-ḳhabar na-ashna

ham-safar mujh ko mila kaisa safar na-ashna

saare hi chehre sabhi divar-o-dar na-ashna

lag raha hai mujh ko saara hi nagar na-ashna

sham.a ik na-mahram-e-asrar-e-shab hangam-e-sham

ik sitara aḳhir-e-shab aur sahar na-ashna

mauj-e-tez-o-tund se aThkheliyan karti hui

apne barg-o-bar se shaḳh-e-shajar na-ashna

ye to duniya hai badalti rahti hai us ki nazar

jis qadar ye ashna hai us qadar na-ashna

us nigah-e-naz ko apni taraf samjha kiye

munkashif phir ye hua ham the nazar na-ashna

kya jhukega ab kisi ke dar pe ‘mohsin’ apna sar

zindagi bhar to raha sajde se sar na-ashna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hawas-O-Hafize Ka Man Rah Gaya Hai Bas

poet

Mujhe Ye Rasta Pahchanta Hai

Dur Rah Bhi Na Sakun Pas Bula Bhi Na Sakun

Sufi

Shishe Mein Hai Sharab To Shisha Sharab Mein

Mohabbaton Ki Masafat Se kaT Ke Dekhte Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet