• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pahli Bar Mile the Tum

Pahli Bar Mile the Tum

pahli baar mile the tum

tab the kitne bhole tum

kal to ḳhuub chahakte the

aaj nahin ho vaise tum

kuchh to sabab hai manzil par

mujh se pahle pahunche tum

mausam Thahra Thahra hai

kyon ho ukhḌe ukhḌe tum

ḳhair mujhe to kaam bahut

kyon ho shab bhar jaage tum

moti mere haath lage

gahra.i men utre tum

ek haqiqat bante hain

aadha main aur aadhe tum

vo raste gulzar hue

jin raston se guzre tum

mahak uTha kona kona

jab angan men utre tum

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Labaalab Dukh Se Tha Qissa Hamara

Qadam Qadam Nishan DhunDhta Raha

siraj-aurangabadi

Hua Hun In dinon Mail Kisi Ka

Amn Ki Pothi Juzdanon Mein Hathon Mein Hathiyar

Farzanon Ki Is Basti Mein Ek Ajab Saudai Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet