• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wahi Madar-E-Tamanna Wahi Sitara-E-Dil

Wahi Madar-E-Tamanna Wahi Sitara-E-Dil

vahi madar-e-tamanna vahi sitara-e-dil

fareb-ḳhurda-e-mazi-o-hal-o-mustaqbil

tilism-ḳhana-e-hasrat men gardishen kab tak

vo ism de ki ho aseb-e-justuju batil

dil-e-kushada men mere ho anjuman-ara

adu ba-rang-e-kudurat jahan na ho daḳhil

hazar sho.ala lapakti hai aarzu ab bhi

mire lahu se charaghan hai kucha-e-qatil

rah-e-vafa ke musafir ki bebasi mat puchh

hamen uTha.e hue chal rahi hai ḳhud manzil

ḳhushi ki baat bhi ab sogvar karti hai

vo mehrban bhi ab ho to is se kya hasil

zamin pe dil ki lahu ke daraḳht hain goya

ye sher hote nahin asman se nazil

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dekh Na Paya Jis Paikar Ko Wadon Ki Angnai Mein

poet

KHayal-E-Marg baDi Shai Hai Zindagi Ke Liye

talKHiyan Rah Jaengi Lafz-E-Wafa Rah Jaega

akhtar-shirani

Khayalistan-E-Hasti Mein Agar Gham Hai Khushi Bhi Hai

poet

Ishq Ke Shahr Ki Kuchh Aab-O-Hawa Aur Hi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet