• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pahle to Bahut Gardish-E-Dauran Se laDa Hun

Pahle to Bahut Gardish-E-Dauran Se laDa Hun

pahle to bahut gardish-e-dauran se laḌa huun

ab kis ki tamanna hai jo maqtal men khaḌa huun

go qadr miri bazm-e-suḳhan men nahin lekin

hiire ki tarah fan ki anguThi men jaḌa huun

ḳhairat men banTe the jahan main ne sitare

ḳhud aaj vahin kas-e-shab le ke khaḌa huun

hota koi patthar bhi to kaam aata junun ke

TuuTa hua shisha huun sar-e-rah paḌa huun

simTun to kisi siip ke siine men sama ja.un

ai ‘prem’ jo phailun to samundar se baḌa huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Mere Shahr Mein Aata Hai Chala Jata Hai

Bujha Charagh Hawaon Ka Samna Kar Ke

Sufi

Zindagi Gham Ki Aanch Sah Koi

Shahar Ki Fasilon Par zaKHm Jagmagaenge

Samajh Liye Bhi Jo Haalat Kuchh Nahin Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet