• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pahle Subh Ka Raushan Tara Sirf Hamare Dhyan Mein Tha

Pahle Subh Ka Raushan Tara Sirf Hamare Dhyan Mein Tha

poet

pahle sub.h ka raushan taara sirf hamare dhyan men tha

lekin azm ki lau bhaḌki to suraj bhi imkan men tha

shahr-e-jan se dasht-e-adam tak karb ka mausam saath raha

jaane kis ki khoj men the ham kis ka chehra dhyan men tha

sahr-e-sud-o-ziyan men shor tha ghaTte baḌhte nirḳhon ka

lekin us shaffaf gali ka har lamha nirvan men tha

mahrumi ki barf pighal kar meri ragon men jam jaati

aankh men suraj dar aate hi jism bhi atish-dan men tha

main Thahra ik muflis sha.ir nazr use karta bhi kya

bas ye jivan vaar aaya huun jivan hi imkan men tha

saari umr guzari ‘saghar’ tab ye tilism-e-zat khula

ik chehre ka aks tha mujh men ik chehra gul-dan men tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

hatim-ali-mehr

duboegi Buto Ye Jism dariya-Bar Pani Mein

poet

Shama Ke Tere Karishme Ne dil-Afrozi Ki

ghaDi Bhar Rang Nikhra Surat-E-Gul-Ha-E-Tar Mera

TuTe Hue Khilaune Nishani Mein De Gaya

neel-ahmed

Wajud Karb Se Aage

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet