• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pukarta Hai Magar Dhyan Mein Nahin Aata

Pukarta Hai Magar Dhyan Mein Nahin Aata

pukarta hai magar dhyan men nahin aata

ajiib harf hai imkan men nahin aata

bas ek naam hai apna nishan jo yaad nahin

aur ek chehra jo pahchan men nahin aata

main gosha-gir hun sadiyon se apne hujre men

masaf-e-bai.at-o-paiman men nahin aata

mujhe bhi hukm nahin shahr se nikalne ka

mira harif bhi maidan men nahin aata

main is hujum men kyuun is qadar akela hun

ki jam.a ho ke bhi mizan men nahin aata

mire ḳhuda mujhe is aag se nikal ki tu

samajh men aata hai iqan men nahin aata

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ras Jab Zindagi Nahin Aati

KHushbu Sa Badan Yaad Na Sanson Ki Hawa Yaad

poet

Barq Betab Hai Tum ruKH Ki Chamak to Dekho

poet

Ek Ek Se Yahi Kahta Hun Bata Main Kya Hun

poet

Hai Mere Pahlu Mein Aur Mujhko Nazar Aata Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet