• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ho Sake to Dil-E-Sad-Chaak Dikhaya Jae

Ho Sake to Dil-E-Sad-Chaak Dikhaya Jae

ho sake to dil-e-sad-chak dikhaya jaa.e

ab bhari bazm men ahval sunaya jaa.e

haa.e us jan-e-tamanna se nibhegi kaise

ham se to raaz na ik roz chhupaya jaa.e

apna gham ho to use kah ke sukun mil jaa.e

us ka gham ho to kise ja ke sunaya jaa.e

raat bhar jin ki ziya se rahe raushan kamre

sub.h-dam un hi charaghon ko bujhaya jaa.e

dhyan men jis ke ka.i jagti raten guzrin

‘rahat’ ik raat use bhi to jagaya jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-hamid-adam

Zulf-e-Barham Sambhaal Kar Chaliye

baDe Nazuk Se Jazbon Se Mohabbat Maine Pali Thi

Jo Mere Bas Mein Hai Us Se Ziyaada Kya Karna

Mazaq-E-Ishq Se Main Sharmsar Ho Na Saka

poet

Us Pari-Ru Ne Na Mujhse Hai Nibahi Kya Karun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet