• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hath uThte Hi kaTa Chaliye Yahan Se Chaliye

Hath uThte Hi kaTa Chaliye Yahan Se Chaliye

haath uThte hi kaTa chaliye yahan se chaliye

kya dua kaisi dua chaliye yahan se chaliye

baaz hai koi daricha na koi dar hai khula

koi jalva na ada chaliye yahan se chalen

us ke ghar par bhi vahi shahr-e-ḳhamoshan ka saman

koi aahaT na sada chaliye yahan se chaliye

ḳhvab ḳhushbu-e-talab rang-e-havas naz-e-vafa

saara sarmaya gaya chaliye yahan se chaliye

koi saaya na shajar koi tamanna na umang

uḌ ga.i sar se rida chaliye yahan se chaliye

is chaka-chaund men sikkon ki parakh kya hogi

koi khoTa na khara chaliye yahan se chaliye

doston hi ke qabile men ye kohram nahin

dushmanon ne bhi kaha chaliye yahan se chaliye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nida-fazli

Sachchai

Tumhaari Farzangi Se Kuchh Kam Nahin Hai Diwana-Pan Hamara

Nasheb-E-Hijr Mein Din iKHtitam Karte Hue

Mujhe Pata Tha Ki Ye Hadsa Bhi Hona Tha

Shikast-E-Rang-E-Tamanna Ko Arz-E-Haal Kahun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet