• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pahle Nazr Lab-O-ruKHsar Karegi Duniya

Pahle Nazr Lab-O-ruKHsar Karegi Duniya

pahle nazr lab-o-ruḳhsar karegi duniya

phir tujhe bar-sar-e-paikar karegi duniya

gesu-e-zist ko suljhane men guzrenge din

mujh se is darja agar pyaar karegi duniya

chhoḌ degi tujhe Takrane ki ḳhatir aur phir

dar-o-divar se inkar karegi duniya

mujh ko munsif ke bhi mansab pe karegi faa.ez

jhuuT se laḌne ko tayyar karegi duniya

mujh ko masruf bhi rakkhega koi kar-e-abas

vaqt-e-masraf pe ye bekar karegi duniya

gesu-e-zulmat-e-shab mujh ko chhupa le na kahin

is pahle ki giraftar giregi duniya

main talabgar huun jiine ka ‘nizami’ lekin

jaane kab ḳhvab se bedar karegi duniya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-hoshiyarpuri

Manzilon Ke Fasle diwar-O-dar Mein Rah Gae

Main Nahin Kahta Ki Duniya Ko Badal Kar Rah Chal

Ek Bar Mil Ke Phir Na Kabhi Umr Bhar Mile

Sufi

Na de Fareb-e-Wafa Le Na Imtihan Apna

zahida-zaidi

Ye Khwabon Ke Sae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet