• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pahle dukh dard Kai dil Mein Sambhaale Maine

Pahle dukh dard Kai dil Mein Sambhaale Maine

naz-butt

pahle dukh dard kai dil men sambhale main ne

phir kiya khud ko tire gham ke havale main ne

kyuun khule tujh pe safar men thi aziyat kaisi

kab dikhae hain tujhe ruuh ke chhale main ne

tu ne har gaam jo bakhshe hain andhere mujh ko

un andheron men tire khvab ujale main ne

teri tasvir mire paas thi yaani tu tha

din tire hijr ke is khvab men taale main ne

tere gham se kiya duniya ke ghamon ka chara

yaani ik khaar se sab khaar nikale main ne

shahr valon ne inhen abr-e-karam samjha naaz

apne aansu jo havaon men uchhale main ne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Chashm-E-Yaqin Se Dekhiye Jalwa-Gah-E-Sifat Mein

poet

Aish-O-Ishrat Hi Mein Kuchh Hai Zindagi

poet

Guzre Wade Ko Wo KHud Yaad Dila Dete Hain

abdul-hamid-adam

Aakhirat Ka Khayal Bhi Saqi

Shikast-E-Zarf Se Khoen Na Hum Bharam Apna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet