• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pahle Chahat Ko Tez Kar Lega

Pahle Chahat Ko Tez Kar Lega

pahle chahat ko tez kar lega

phir vo mujh se gurez kar lega

muskura.ega baat karte hue

baat yuun ma.ani-ḳhez kar lega

do-qadam saath vo chalega phir

apni raftar tez kar lega

us ko beTi ki shadi karni hai

qarz le kar jahez kar lega

jab bhi aludgi ko dekhega

ḳhud ko vo itr-bez kar lega

aa.ega mujh se dosti karne

jab vo naḳhun ko tez kar lega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Baja Hai Raat Ka Ab to Sone Do

Lamhon Mein Ek Umr Ki Mehnat KHarab Ki

bahadur-shah-zafar

Jab Kabhi dariya Mein Hote Saya-Afgan Aap Hain

poet

Kahan Hum Rahe Phir Kahan dil Rahega

afroz-alam

dushmanon Ko Mere Hamraaz Karoge Shayad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet