• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Abr Utra Hai Chaar-Su Dekho

Abr Utra Hai Chaar-Su Dekho

abr utra hai char-su dekho

ab vo nikhrega ḳhub-ru dekho

surḳh inTon pe nachti barish

aur yaden hain ru-ba-ru dekho

aise mausam men bhigte rahna

ek sha.er ki aarzu dekho

vo jo zina-ba-zina utra hai

aks mera hai hu-ba-hu dekho

apni sochen safar men rahti hain

us ko paane ki justuju dekho

dil ki duniya hai dusri duniya

aise manzar ko ba-vazu dekho

ik sukun hai agarche basti men

‘sad’ andar ki hao-hu dekho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Barson Se Hun Main Zamzama-Pardaz-E-Mohabbat

Naw TuTi Hui Biphra Hua Dariya Dekha

Tazin-E-Bazm-E-Gham Ke Liye Koi Shai to Ho

Tere KHayal Ke Jab Shamiyane Lagte Hain

Duniya Ko Ru-Shanas-E-Haqiqat Na Kar Sake

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet