• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pa-Shikaston Ko Jab Jab Milenge Aap

Pa-Shikaston Ko Jab Jab Milenge Aap

pa-shikaston ko jab jab milenge aap

sar-e-rah-e-talab milenge aap

un se pucha ki kab milenge aap

bole jab jan-ba-lab milenge aap

dil ye kah kar ḳhabar ko us ki chala

mujh ko zinda na ab milenge aap

arsa-e-hashr id-gah hua

sab se mil lenge jab milenge aap

vasl men bhi jabin pe hogi shikan

toḌne ko ghazab milenge aap

be-ḳhudon ko talash se kya kaam

har jagah be-talab milenge aap

chhoḌ di ruḳh pe zulf samjhe ham

chhup ke ek aadh shab milenge aap

chheḌ mutrib tarana-e-shab-e-vasl

saz-e-aish-o-tarab milenge aap

yaar jab mil gaya to ham se ‘jalal’

jo na milte the sab milenge aap

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zulf Ko Tha KHayal Bose Ka

Zabt Ki Koshish Hai Jaan-E-Na-Tawan Mushkil Mein Hai

aanis-moin

Bahar Bhi Ab Andar Jaisa Sannata Hai

Tark-E-Lazzat Pe Mail Jo Ba-Zahir Hai Mizaj

poet

Jab Kisi Ne Aan Kar Dil Se Mere purKHash Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet