Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
sarwat-zehra

Aagahi Ka Jal

  • Nazm
  • Women Poets
  • Poet: Sarwat Zehra
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

badi ghutan hai

saval-e-hasti to hanpte hain

nazar ki uryaniyan mili hain

kise kahun ki

ye mire jazbon ka basi-pan hai

badi ghutan hai

jo sar-ba-kaf the,

gire pade hain

jo gul-shafaq the,

vo naliyon se ubal rahe hain

kisi jahannam ki si jalan hai

badi ghutan hai

koi to rauzan

koi daricha

kahin daradon se koi rasta

fana ki lamhon ki anjuman se

badi ghutan hai

More Poems

Kafan Ki Jeb Bhi Khaali Nahin Hai

Tut Kar Andar Se Bikhre Aur Hum Jal-Thal Hue

Tamam Shab dil-E-Wahshi Talash Karta Hai

Wo Zamana Hai Ki Ab Kuchh Nahin diwane Mein

Halka Halka Surur Hai Saqi

Agar Wo Gul-Badan dariya Nahane Be-Hijab Aawe

dukh Ki Lahar Ne Chheda Hoga

Kis Shahr Na Shohra Hua Nadani-E-dil Ka

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.