• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nur Andhere Ki Fasilon Pe Saja Deta Hun

Nur Andhere Ki Fasilon Pe Saja Deta Hun

nuur andhere ki fasilon pe saja deta huun

main siyah-baḳht charaghon ko jala deta huun

pahle ik jism banata huun kisi phuul pe phir

ek chehra kisi patthar pe bana deta huun

din nikalte hi kise DhunDne jaata huun main

raat ke pichhle pahar kis ko sada deta huun

ek arse se gham-e-hijr men masruf hai tu

aa mire dil men tujhe kaam naya deta huun

mujh sa saade bhi koi hoga zamane men ki main

apne qatil ko bhi umron ki dua deta huun

bahte dariya ka badan Dhank ke ḳhushk ankhon se

mom ke qalb ko patthar ki qaba deta huun

mustaqil rah-e-suḳhan ka huun musafir ‘nayab’

gar thakan likh duun varaq par to miTa deta huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hijr Ki Raat Yaad Aati Hai

Ahl-E-Mohabbat Ki Majburi baDhti Jati Hai

Shama-Ru Jalwa-Kunan Tha Mujhe Malum Na Tha

nida-fazli

Har Ghadi Khud Se Ulajhna Hai Muqaddar Mera

zaKHmon Ko Mere Dil Ke Sajao to Bane Baat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet