• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhe Ab Naya Ek Badan Chahiye

Mujhe Ab Naya Ek Badan Chahiye

mujhe ab naya ik badan chahiye

aur us ke liye bankpan chahiye

main ye sochta huun asar ke liye

sada chahiye ya suḳhan chahiye

bhaTakne se ab main bahut tang huun

zamin qaid kar le vatan chahiye

nashe ke liye ik naya shisha ho

aur us men sharab-e-kuhan chahiye

ye ankhen ye dil ye badan hai tira

tujhe aur kya jan-e-man chahiye

bahut tursh lagne lagi zindagi

koi miThi miThi chubhan chahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jigar-moradabadi

Mohabbat Aap Apni Tarjuman Hai

rumana-rumi

Madar-E-Zat Ke Girdab Se Nikal Aaun

poet

Kisi Ne Pakda daman Aur Kisi Ne Aastin Pakdi

anjum-rehbar

Ye Kisi Nam Ka Nahin Hota

Kabhi Qarib Kabhi Dur Ho Ke Rote Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet