• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nisbat Hi Kisi Se Hai Na Rakhte Hain Hawale

Nisbat Hi Kisi Se Hai Na Rakhte Hain Hawale

noor-jahan-sarwat

nisbat hi kisi se hai na rakhte hain havale

haan ham ne jala daale hain rishton ke qabale

be-ruh hain alfaz kahen bhi to kahen kya

hai kaun jo maani ke samundar ko khangale

jis samt bhi jaun main bikhar jaane ka dar hai

is khauf-e-musalsal se mujhe kaun nikale

main dasht-e-tamanna men bas ik baar gai thi

us vaqt se riste hain mire paanv ke chhale

be-chehra sahi phir bhi haqiqat hai haqiqat

sikka to nahin hai jo koi is ko uchhale

‘sarvat’ ko andheron se daraega koi kya

vo saath liye aai hai qadmon ke ujale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aankhon Mein Ek KHwab Pas-E-KHwab Aur Hai

Jo Bhi Dena Hai Wo KHuda Dega

Hamari Tarah Koi Dusra Hua Bhi Nahin

Haqiqat Bhi Lagne Lagi Hai Kahani

Wahan Pahunch Ke Har Ek Naqsh-E-Gham Paraya Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet