• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nindon Ko Jab KHwab Mein Juta Jata Tha

Nindon Ko Jab KHwab Mein Juta Jata Tha

poet

nindon ko jab ḳhvab men juuta jaata tha

main bas apne nain bhigota jaata tha

anchal ka ik phuul shararat karta tha

ik shahzada patthar hota jaata tha

phuul dua-e-nur sunate the aur main

us ki ḳhatir haar pirota jaata tha

ishq men ham ne jitne rang apna.e the

vahshi dhobi sab ko dhota jaata tha

paani bharne ek kuen par jaati thi

us ka paani miTha hota jaata tha

meri halat itni abtar ho ga.i kya

kahte hain kal vo bhi rota jaata tha

main ‘mumtaz’ gulabon jaisa hone ko

us ki ḳhushbu dil men bota jaata tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Qadam Par Nai Diwar uThane Wale

Ek Tamasha Hum Anokha Dekhte

Har Aaine Ne Kaha ruKHsat-E-Ghubar Ke Baad

poet

Achchhi Nibhi Butan-E-Sitam-Ashna Ke Sath

Dil Ko Har Lamha Bachate Rahe Jazbaat Se Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet