• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Charagh Yahan Mera Hai Ek Diya Wahan Tera

Ek Charagh Yahan Mera Hai Ek Diya Wahan Tera

ek charagh yahan mera hai ek diya vahan tera

biich men aqlimen paḌti hain paani aur andhera

koi na jaane kaun sa lafz hai jis se ji uTThunga

jis taa.ir men jaan hai meri us ka duur basera

sahil par to haath ko haath sujha.i nahin deta hai

shayad kisi jahaz men bhar kar laa.e koi savera

bhara hua hai janvaron aur sanpon se ye jangal

hijr dikha.i deta tha bahar se sabz ghanera

dhuup aur barish bhejne vaale meri bhi sun lena

tere baagh ke goshe men ik kachcha phuul hai mera

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kho Gai Ghairat-E-Dil Zauq-E-Talab Baqi Hai

Ana Ka Nashsha KHudi Ka KHumar TuTta Hai

Sae Ko Dhup Dhup Ko Saya Bana Liya

Pesh-E-Idrak Meri Fikr Ke Shane Khul Jaen

poet

Kaun Kahta Hai Ki Marna Mera Achchha Na Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet