• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mera Shikwa Teri Mahfil Mein Adu Karte Hain

Mera Shikwa Teri Mahfil Mein Adu Karte Hain

poet

mera shikva tiri mahfil men adu karte hain

us pe bhi sabr ham ai arbada-ju karte hain

mashq-e-bedad-o-sitam karte hain gar vo to yahan

ham bhi bedad o sitam sahne ki khu karte hain

jaan hui hai nigah-e-nam pe un ki ashiq

chaak dil tar-e-nazar se jo rafu karte hain

be-sabati chaman-e-dahr ki hai jin pe khuli

havas-e-rang na vo khvahish-e-bu karte hain

aaj shamshir ba-kaf nikle hain vo dekhiye tar

ab-e-shamshir se kis kis ke gulu karte hain

hai rachi jin ke dimaghon men tiri zulf ki bu

ambar o mushk ki kab bu ko vo bu karte hain

mushk o ambar ka unhen naam bhi lena hai nang

yaar ki zulf-e-moambar ko jo bu karte hain

chaak karte hain gareban ko vahshat men kabhi

chak-e-dil men kabhu nakhun ko faru karte hain

dekh sauda-zada-e-ulfat-e-khuban ai ‘aish’

vadi-e-ishq men kya kya tag-o-pu karte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wahi Sar Hai Wahi Sauda Wahi Wahshat Hai Miyan

abroo-shah-mubarak

dushman-E-Jaan Hai Tishna-E-Khun Hai

Dukh Nahin Hai Ki Jal Raha Hun Main

Lutf Pahchan Ka Bhi to Lo Ajnabi

Shiddat-E-Jazb Mein Jab Aalam-E-Hu Bolta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet