• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Nind Ki Mati

Nind Ki Mati

shahnaz-nabi

vo niind ki maati jis ki ankhen

sham-dhale naranji hotin

aate jaate khvab anokhe

palken jis ki chhute rahte

jis ki khidki ke pardon par

chand ka bhi na saaya padta

jis ke kamre se bach bach kar

suraj apna rasta chalta

jis ke angan chanchal chidiyan

sargoshi men baten kartin

jis ke zehn men soch ki girhen padtin

aur khul jaati thiin

jis ke dil par yaas ke badal chhate

aur ud jaate the

us ki ankhen phati phati si

us ka chehra bujha bujha

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

imam-bakhsh-nasikh

Mai Se Raushan Rahe Ayagh Apna

ahmad-wasi

dard Thahre To Zara dil Se Koi Baat Karen

nazeer-akbarabadi

Chitwan durust Sean Baja Baaten Thik-Thik

Mere Wajud Ko Parchhaiyon Ne toD Diya

In Dinon Tez Bahut Tez Hai Dhaara Mera

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet