• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nikhar Saka Na Badan Chandni Mein Sone Se

Nikhar Saka Na Badan Chandni Mein Sone Se

nikhar saka na badan chandni men sone se

sahar hui to ḳharashen chunin bichhaune se

sadaf liye hue ubhri hai laash bhi meri

bacha rahe the mujhe log gharq hone se

hunar hai tujh men to qaa.il bhi kar zamane ko

chamak uThegi na shakl aa.ine ko dhone se

lipaT rahi hain mire raston se raushaniyan

nazar men log hain kuchh sanvle salone se

laga ke zaḳhm bahane chala hai ab aansu

ruka hai ḳhuun kahin paTTiyan bhigone se

hamin na hon kahin dekho to ghaur se logo

hain tifl-e-vaqt ke hathon men kuchh khilaune se

mire dukhon se bhi kuchh fa.eda uTha duniya

zamin ki pyaas bujhe badalon ke rone se

lahu ragon men ‘muzaffar’ chhuḌa.e mahtabi

mile hai kya use chingariyan chubhone se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Siwae Rahmat-E-Rab Kuchh Nahin Hai

Chahta Ye Hun Ki Benam-O-Nishan Ho Jaun

Chamakne Laga Hai Tera Gham Bahut

poet

Pesh Har Ahd Ko Ek Tegh Ka Imkan Kyun Hai

Qarar Dida-O-Dil Mein Raha Nahin Hai Bahut

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet