• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Nahin Pahle Teri Yaad Se Nisbat Kam Thi

Ye Nahin Pahle Teri Yaad Se Nisbat Kam Thi

ye nahin pahle tiri yaad se nisbat kam thi

majra ye tha ki ehsas men shiddat kam thi

kis liye chhin liya to ne ghazalon ka sukun

is ḳharabe ke liye kya miri vahshat kam thi

vaise bhi us se koi rabt na rakkha main ne

yuun bhi duniya men kashish teri ba-nisbat kam thi

tere kirdar ko itna to sharaf hasil hai

tu nahin tha to kahani men haqiqat kam thi

ham to us vaqt bhi raushan the kisi goshe men

jab zamane ko charaghon ki zarurat kam thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sambhla Nahin Dil Tujhse bichhaD Kar Kai Din Tak

Shauq-E-Dil-E-Warafta Ka Ek Said-E-Zabun Hun!

Kanon Ko Hai Bhai Hui Taqrir Kisi Ki

poet

Husn-E-Surat Mein Garche Bud Nahin

zehra-nigaah

Ye Udasi Ye Phailte Sae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet