• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHwab Mein Nur Barasne Ka Saman Hota Hai

KHwab Mein Nur Barasne Ka Saman Hota Hai

ḳhvab men nuur barasne ka saman hota hai

aankh khulti hai to kamre men dhuan hota hai

dhuup aisi dar-o-divar pe Thahri aa kar

ghar pe aaseb ke saa.e ka guman hota hai

ḳhvab men ja ke use dekh to aa.uun lekin

ab vo ankhon ke darichon men kahan hota hai

din ko hoti hai jo logon ke guzarne ki jagah

shaam ke ba.ad vahan mera makan hota hai

ḳhauf an-jana koi pichhe paḌa hai aise

jis jagah jaata huun kam-baḳht vahan hota hai

yuun mire aage ubhar aata hai vo shaḳhs ‘hasan’

mere andar hi kahin jaise nihan hota hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dilon Ka Haal Wo Be-Etibar Kya Jaane

shad-azimabadi

Ab Bhi Ek Umr Pe Jine Ka Na Andaz Aaya

abbas-dana

Wafadari Pe de di Jaan Ghaddari Nahin Aai

Sham-E-Haq Shoabada-E-Harf Dikha Kar Le Jae

akhtar-bastavi

Yaadon Ka Zahr

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet