• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Darja Mere Shahar Ki Dilkash Hai Faza Bhi

Kis Darja Mere Shahar Ki Dilkash Hai Faza Bhi

poet

kis darja mire shahar ki dilkash hai faza bhi

manus har ik chiiz hai miTTi bhi hava bhi

dekho to har ik rang se milta hai mira rang

socho to har ik baat hai auron se juda bhi

yuun to mire halat se vaqif hai zamana

lekin mujhe milta nahin kuchh apna pata bhi

saa.e ki tarah saath raha karta hai ik shaḳhs

saaya ki hua karta hai apnon se juda bhi

phir zaḳhm-e-tamanna ke na.e phuul khile hain

ḳhushbu tiri le aa.i hai phir mauj-e-saba bhi

har aan badalti hui duniya hai ye ‘nadir’

yaan dil ke lagane ki nahin hai koi ja bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

uTha Shoala Sa Qalb-E-Na-Tawan Se

meer-hasan

Kaun Karta Hai Sar-E-Zulf Ki Baaten dil Mein

Dard Ki shaKH Pe Ek Taza Samar Aa Gaya Hai

poet

Yaadon Ka Koi dip Jalae To Baat Hai

Phal Phenk Ke Hamsae Ke Ghar Tang Karega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet