• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nigahon Ka Tera Wo Ehtiram Rakh Dena

Nigahon Ka Tera Wo Ehtiram Rakh Dena

nigahon ka tira vo ehtiram rakh dena

vo ham ko dekh ke hathon se jaam rakh dena

kuredna nahin hai zaḳhm ko to phir kya hai

kisi ke naam pe bachchon ka naam rakh dena

kisi ke ishq men Duube ho Thiik hai lekin

ye kya ki chhoḌ ke sab kam-dham rakh dena

banane vaale tujhe yaad kyon nahin aaya

kisi hatheli pe mera bhi naam rakh dena

ye kya ki jis se chhupaya tha raz-e-dil ab tak

usi ke samne qissa tamam rakh dena

vo ek shaam jo mil kar kabhi kama.i thi

kahin chhupa ke vahi narm shaam rakh dena

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shahar Ki Fasilon Par zaKHm Jagmagaenge

Bas Ek Baat Yahi Sochta Hun Dilli Mein

poet

Saqi Mujhe KHumar Satae Hai La Sharab

Ye Kis Maqam Pe Laya Gaya KHudaya Mujhe

poet

Dam-Bhar Jo Na Dekhe Tujhe Ai Rashk-E-Pari Aankh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet