• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nigah-E-Mast-E-Saqi Ka Salam Aaya to Kya Hoga

Nigah-E-Mast-E-Saqi Ka Salam Aaya to Kya Hoga

nigah-e-mast-e-saqi ka salam aaya to kya hoga

agar phir tark-e-tauba ka payam aaya to kya hoga

haram vaale to puchhenge bata tu kis ka banda hai

ḳhuda se pahle lab par un ka naam aaya to kya hoga

mujhe manzur un se main na bolunga magar naseh

agar un ki nigahon ka salam aaya to kya hoga

chala hai aadmi tasḳhir-e-mehr-o-mah ki ḳhatir

magar sayyad hi ḳhud zer-e-dam aaya to kya hoga

mujhe tark-e-talab manzur lekin ye to batla do

koi ḳhud hi liye hathon men jaam aaya to kya hoga

mohabbat ke liye tark-e-ta.alluq hi zaruri ho

mohabbat men agar aisa maqam aaya to kya hoga

jahan kuchh ḳhaas logon par nigah-e-lutf hai ‘darshan’

agar us bazm men daur-e-avam aaya to kya hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Basa-Auqat Mayusi Mein Ye Aalam Bhi Hota Hai

Tere Mahal Mein Kaise Basar Ho Isko to Girai Bahut Hai

baDa Hai Dukh so Hasil Hai Ye Aasani Mujhe

Ai Jazb-E-Mohabbat Tu Hi Bata Kyunkar Na Asar Le Dil Hi to Hai

Sufi

dara Raha Hai Mujhe Ek dar Andhere Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet