• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shab Ke Hain Mah Mehr Hain din Ke

Shab Ke Hain Mah Mehr Hain din Ke

poet

shab ke hain maah mehr hain din ke

ruup dekhe butan-e-kamsin ke

bose hain be-hisab har din ke

vaade kyuun talte ho gin gin ke

hain vo divane jazb-e-batin ke

utri hai shishe men pari jin ke

ahl-e-dil dekhte hain aap ka munh

aaine men safai batin ke

dil ravan ho khayal-e-yar ke saath

jaae maskan bhi saath sakin ke

lagharon par hai zulm-e-jan-shikni

ai ajal todti hai kyuun tinke

rahe kalkatta men mukhir ‘munir’

sadqe apne imam-e-zamin ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Takalluf Nahin Humse Zeba Tumhaara

Tumne Kaisa Ye Rabta Rakkha

mirza-ghalib

dil Laga Kar Lag Gaya Un Ko Bhi Tanha Baithna

poet

dekho To Mere Nala-O-Ah-O-Fughan Ki Or

meer-mehdi-majrooh

Uske Nibhne Ke Kuchh Nahin Asbab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet