• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qabr Khaali Hai Isko Bharna Hai

Qabr Khaali Hai Isko Bharna Hai

qabr ḳhali hai is ko bharna hai

ek din har kisi ko marna hai

pahle simTenge teri banhon men

phir tire hijr men bikharna hai

qabr men log kaise rahte hain

ye tajraba hamen bhi karna hai

duniya valon ka ḳhauf kyon karna

ham ko apne ḳhuda se Darna hai

sadiyon pahle jo raah chhoḌ aa.e

phir usi raah se guzarna hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phul Kuchle Ja Rahe the Baghban chiKHa Kiya

Ai Mere Dil Ye Tere Dar Pe Jo Dastak Si Hai

Wafa Ki Rah Mein Dushwariyan Bahut Si Hain

Main Pahle Barf Sa thoDa Pighal Ke Dekhunga

Tere Nigah-E-Karam Jab Bikhar Gai Hogi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet