• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zarra Jo Zamin Ka Ho Wo aKHtar Nahin Hota

Zarra Jo Zamin Ka Ho Wo aKHtar Nahin Hota

zarra jo zamin ka ho vo aḳhtar nahin hota

bhaTka de jo manzil se vo rahbar nahin hota

masruf hai har shaḳhs so duniya men magan hai

ab ḳhud ko mayassar bhi vo aksar nahin hota

is dil ka na shisha sahe alfaz ke patthar

lafzon se jo zalim koi patthar nahin hota

aadam ki tabi.at ne khila.e hain ajab gul

hona use insan bhi mayassar nahin hota

hain zarf ki taqsim ke qa.em-shuda darje

dariya to kisi taur samundar nahin hota

zalim to hain kuchh aise jinhen laakh paḌha lo

chahat ka sabaq koi bhi azbar nahin hota

sauda na samata jo agar ishq ka ‘shamsa’

yuun pattharon ki zad men to ye sar nahin hota

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kahta Hai Kaun Hijr Mujhe Subh O Sham Ho

Ye Kis Ki Justuju Hai Aur Main Hun

Maut Ek Darinda Hai Zindagi Bala Si Hai

rumana-rumi

Waqt Se Pahle Hui Sham Gila Kis Se Karun

ameer-minai

Hatao Aaina Ummid-War Hum Bhi Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet