• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Nick-Name

Nick-Name

parveen-shakir

tum mujh ko gudiya kahte ho

thiik hi kahte ho!

khelne vaale sab hathon ko main gudiya hi lagti huun

jo pahna do mujh pe sajega

mera koi rang nahin

jis bachche ke haath thama do

meri kisi se jang nahin

sochti jagti anhken meri

jab chahe binai le lo

kuuk bharo aur baten sun lo

ya meri goyai le lo

maang bharo sindur lagao

pyaar karo aankhon men basao

aur phir jab dil bhar jaae to

dil se utha ke taaq pe rakh do

tum mujh ko gudiya kahte ho

thiik hi kahte ho!

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jahan Kuchh Log Diwane Bane Hain

Jaan Qurban Kaun Karta Hai

Dil Se Nikal Na Paegi Mauj-E-Hawas Ki Bas

siraj-aurangabadi

Hamari Aankhon Ki Putliyon Mein Tera Mubarak Maqam Haiga

poet

Jaan Rahe Ya Na Rahe Nam Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet