• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mabad-E-Zist Mein But Ki Misal Jade Honge

Mabad-E-Zist Mein But Ki Misal Jade Honge

shahryar

maabad-e-zist men but ki misal jade honge

ye nanhe bachche jis roz bade honge

itne dukhi is darja udaas jo saae hain

raat ke dasht men tez hava se lade honge

dhuup ke qahr ki lazzat ke shaidai hain

ye ashjar bhi khvab se chaunk pade honge

ham ko khala ki vusat se fursat na mili

laakh khazane is dharti men gade honge

vo din hoga akhiri din ham sab ke liye

aina dekhne jab ham log khade honge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Maine Har Gam Use Awwal O aaKHir Jaana

fahmida-riaz

Ab So Jao

poet

Milta Hai Qaid-E-Gham Mein Bhi Lutf-E-Faza-E-Bagh

Raushan Aainon Mein jhuTe Aks Utar Gaya

jaun-eliya

Bahar Guzar di Kabhi Andar Bhi Aaenge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet