• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nazron Se Noch Dali Sab Ne Qaba Gulon Ki

Nazron Se Noch Dali Sab Ne Qaba Gulon Ki

nazron se noch Daali sab ne qaba gulon ki

lashen paḌi hui gulshan men pattiyon ki

rassi pe chal rahi hai nannhi si ek guḌiya

majburiyan hain shayad darpesh roTiyon ki

har koi chahta hai ghar ghar men chand utre

chahat nahin kisi ko angan men titliyon ki

aalam panah ka ab farman aa gaya hai

avaz tak na aa.e mahlon men muflison ki

lahje ko aur kitna nazuk bana ke bolen

ginti karen kahan tak mathe ki silvaTon ki

tum ‘nur’ ko na samjhe tum ‘nur’ ko na jaane

shaida hai andhiyon ki shauqin bijliyon ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Laga Di Kaghzi Malbus Par Mohr-E-Sabaat Apni

Tuk honT Hilaun to Ye Kahta Hai Na Bak Be

Dil-E-Tabah Ko Ab Tak Nahin Yaqin Aaya

poet

Wo Harf-E-Shauq Hun Jis Ka Koi Siyaq Na Ho

poet

Qafas Ko toD Ke Taza Hawa Mein sans Liya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet