• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nazar Se Dur Hote Ja Rahe Hain

Nazar Se Dur Hote Ja Rahe Hain

nazar se duur hote ja rahe hain

sarapa nuur hote ja rahe hain

jinhen badnam karna chahte ho

vahi mash.hur hote ja rahe hain

ham aghaz-e-safar se pahle hi kyuun

thakan se chuur hote ja rahe hain

baḌhi hai raushni tahzib-e-nau ki

makan be-nur hote ja rahe hain

har ik apna janaza Dho raha hai

sabhi mazdur hote ja rahe hain

khile the phuul zaḳhmon ke jo ik din

vo ab nasur hote ja rahe hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chhup-Chhup Ke Phir Nigah-E-Karam Kar Raha Hai Kaun

Sufi

Na Pahunche Chhut Kar Kunj-e-Qafas Se Hum Nasheman Tak

Tu Kabhi KHud Ko Be-KHabar to Kar

Bimar-E-Gham Ka Koi Mudawa Na Kijiye

Raat Ke Pichhle Pahar Jis Ne Jagaya Kya Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet