• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nazar-Nawaz Hai Husn-E-KHajista-Pai Ab Bhi

Nazar-Nawaz Hai Husn-E-KHajista-Pai Ab Bhi

poet

nazar-navaz hai husn-e-ḳhajista-pai ab bhi

khaTak rahi hai magar dil men koi shai ab bhi

ba-qaid-e-tauba vahi ehtiram hai ab bhi

miri nazar men hai ḳhurshid-e-jam-e-mai ab bhi

main gharq-e-be-ḳhudi-e-shauq hi sahi lekin

tumhen pukar luun itna to hosh hai ab bhi

ye zarf hai mira ai rahbar-numa rahzan

ki chal raha huun tire saath pai-ba-pai ab bhi

ghalat nahin ki ho tum jada-azma-e-haram

na hogi rah-e-vafa shaiḳh tum se tai ab bhi

vo soz-o-saz-e-gham-e-ishq ab kahan lekin

nikalti hai mire naghmon se gham ki lai ab bhi

kabhi idhar se koi nai-navaz guzra tha

faza men guunj rahi hai sada-e-nai ab bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nazeer-akbarabadi

Mahadew-Ji Ka Byah

poet

Wafa-Parast Jahan-E-Wafa Ko Le dube

Qadmon Se Mere Gard-E-Safar Kaun Le Gaya

Mujhko Na Aazma Sitam-E-Rozgar Se

Sada-E-Ahd-E-Wafa Ko Zawal Kyun Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet