• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shahr Ko choT Pe Rakhti Hai Gajar Mein Koi Chiz

Shahr Ko choT Pe Rakhti Hai Gajar Mein Koi Chiz

shahr ko choT pe rakhti hai gajar men koi chiiz

billiyan DhunDhti rahti hain khanDar men koi chiiz

chaak hain zaḳhm ke paani men hava men nasur

muTThiyan tol ke nikli hai safar men koi chiiz

barha ankhen ghani karta huun us pe phir bhi

chhuT rahti hai nigah se gul-e-tar men koi chiiz

kabhi baiThak se rasoi kabhi dalan se chhat

bavli phirti hai tujh bin mire ghar men koi chiiz

zindagi aag pe leTi hui parchha.in hai kya

bas dhuan deti hai har vaqt jigar men koi chiiz

shahr-e-sani men shajar-kari na ki danista

phir nikal aa.e kahin barg-o-samar men koi chiiz

hashr tak jiiti rahengi miri ghazlen ‘tafzil’

oxigen si labalab hai hunar men koi chiiz

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil-E-Barham Ki KHatir Muddaa Kuchh Bhi Nahin Hota

Marhale Zist Ke Aasan Hue

Fasil-E-Jaan Ke Qaidi Hain Magar Ye Dhyan Rakkha Hai

Andheron Se Agar Aaina-Samani Hui Hogi

Har ghaDi Dard Ki Shiddat Se Bilakti Aankhen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet