• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nazar Mila Na Sake Us Se Is Nigah Ke Baad

Nazar Mila Na Sake Us Se Is Nigah Ke Baad

nazar mila na sake us se is nigah ke ba.ad

vahi hai haal hamara jo ho gunah ke ba.ad

main kaise aur kis samt moḌta ḳhud ko

kisi ki chaah na thi dil men teri chaah ke ba.ad

havas ne toḌ di barson ki sadhna meri

gunah kya hai ye jaana magar gunah ke ba.ad

zamir kaanp to jaata hai aap kuchh bhi kahen

vo ho gunah se pahle ki ho gunah ke ba.ad

kaTi hui thiin tanaben tamam rishton ki

chhupata sar main kahan tujh se rasm-o-rah ke ba.ad

gavah chaah rahe the vo be-gunahi ka

zaban se kah na saka kuchh ḳhuda gavah ke ba.ad

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tujhe Rahe Na Rahe Rabt-E-Bahami Ka KHayal

bashir-badr

Aankhon Mein Raha dil Mein Utar Kar Nahin dekha

Bas Ek Khaali Sa Paikar Dikhai Deta Hai

nida-fazli

Har Taraf Har Jagah Be-Shumar Aadmi

salma-shaheen-1

Thi Ye Ummid Ki Wo Laut Ke Ghar Aaega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet