• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nazar Mat Bul-Hawas Par Kar Are Chanchal Sambhaal Ankhiyan

Nazar Mat Bul-Hawas Par Kar Are Chanchal Sambhaal Ankhiyan

obaidullah-khan-mubtala

nazar mat bul-havas par kar are chanchal sambhal ankhiyan

ki us bad-feal suun khinchengi akhir infial ankhiyan

judai se hove mafrur jaan qalib ke suuba suun

apas didar suun karti hain phir us kuun bahal ankhiyan

nigah-e-garm gul-ru siin hua raushan yu maali par

ki ab suraj naman nargis pe ladengi zaval ankhiyan

hua maalum bad-karan taraf nit siin karne suun

ki rajvare men basti hain sirijan ki juhhal ankhiyan

jahan ke ravtan suun ghamza ke neza kuun chamka kar

nazar-bazi ke maidan biich karti hain qital ankhiyan

muravvat ka asar dasta nahin us shokh chitvan men

magar rakhti hain ashiq suun apas dil men malal ankhiyan

siyah-chashmi hui zahir lalan ki chashm-poshi men

chhupati hain apas mushtaq suun apna jamal ankhiyan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHalwat-E-Zat Hai Aur Anjuman-Arai Hai

Tis Bhi Tis Na Thi zaKHm-E-Jigar Hone Tak

poet

Dil Ka Sara Ghor Andhera Dur Hua

Wada Tha Kab Ka Bar-E-KHuda Sochne to De

Aag Apne Hi Daman Ki Zara Pahle Bujha Lo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet